skip to main |
skip to sidebar
Chahe Tho Hame Dil Se Mita Dena,
Chahe Tho Hame Dil Se Bhula Dena,
Magar Aye Jo Kabhi Mere Yad, Aye Jaan…
Rona Mat Sirf Muskura Dena…
Dur rahkar un dooriyo ko badaya nahi karte,
Apne dost ko is tarah sataya nahi karte,
Jise har vakt khyaal ho aapka,
Apni aawaaz ke liye use is tarah tarsaya nahi karate….
Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai…
Samjha Na Koi Dil Ki Baat Ko,
Dard Duniya Ne Bina Soche Hi De Diya,
Jo Sah Gaye Har Dard Ko Hum Chupke Se,
To Humko Hi Patthar-Dil Kah Diya…
Gehri thi raat, lakin hum khoye nahi,
Dard bahoot tha dil mein, lakin hum roye nahi,
Koi nahi hamara jo puche humse,
Jag rahe ho kisi ke liye, ya kisi ke liye soye hi nahi..
Intezaar Ke Lamhe Sholey Mein Badalne Lage Hain
Hum Unka Intezaar Karne Lage Hain
Woh Aayi Nahi Abhi Tak Samay Bahot Ho Gaya Hain…
Ab To Hum Ghadi Se Bhi Sharminda Ho Gaye Hain….
Sagar mei gehraayi hoti hai,
Yaadon mei tanhayi hoti hai,
Is busy life mei kaun kisko yaad karta hai,
Aur agar karta hai to uski yaado mei sachhayi hoti hai…